Friday, September 18, 2009

dosti me

dosti me ruthe ko manana chahiye!
pyar se dost ko samjhana chahiye!
dost k barabar heere ke gahne kya!
o v aap jaise ko na gawana chahiye !
----------------------------------------
--------------
mai to khusnaseeb hu jo aap jaisa yaar mila!
dosti ka sachcha sneh aur pyar mila!
mai kya janu dosti k prshno ko !
par aapse to uttar apaar mila!

No comments:

Post a Comment